MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

chham chham ghungharoo bole dekho chham chham ghungharoo bole raadha laaj ke maari itt utt dole dekho chham chham ghungharoo bole paat chale to aanchal dhalke pag pag roop gagariyaa chhalke paat chale to aanchal dhalke pag pag roop gagariyaa chhalke kanchan kaaya jhilmil jhalke khaaye kamriyaa hichkole dekho chham chham ghungharoo bole dekho chham chham ghungharoo bole ma ga ma ga sa ga ni dha ma ni sa ni dha ni sa ni ga sa ma ga ma ga sa ni sa ni dha ni dha ma dha ma ga ma dha dha dha ma ga ni sa dha ma ga sa dha ma dha ni sa dha ma ga sa dha ma dha ni sa pal pal bhadhti jaaye uljhan paar kare kaise ghar aangan jaan ki dushman ban gayi jhaanjhan bhed jiyarwaa ke khole dekho chham chham ghungharoo bole aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa pee bin aise tadpe gori bin chanda jis tarah chakori pee bin aise tadpe gori bin chanda jis tarah chakori jaayegi milne chori chori saans
chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan betab dharakte seenon ka armaan bhara paigham hain yeh chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai iss mai ko mubarak cheez samajh mana ke bauhat badnaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko
lal la la lala lal la la chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara hmm hmm aa haaa lala la kholi bhi chhin gayi hai benchen bhi chhin gayi hai sadkon pe ghumta hai ab carvaan humara jeben hai apni khaali kyun deta warna gaali wo santari humara wo paasbaan humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara aa haa haa haa haa jitni bhi buildingen thi sethon ne baant li hai footpath bambai ke hain aashiyaan humara sone ko hum kalander aate hain boribandar har ek coolie yahaan ka hai raazdaa humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm taalim hai adhoori milti nahin majoori maloom kya kisi ko dard e nihaa humara chin o arab humara patla hai haal apna lekin lahoo hai ghaada faulad se bana hai har naujawaan humara mil jul ke iss watan ko aisa sajaayenge hum hairat se munh takega saara jahaan
heyyyy hmmmm hmmmm hmmm heyyyy hmmmm hmmmm hmmm chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare dhoondh rahen hai tujhko saath humare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa kone kone masti phail rahi hai baahen ban kar hasti phail rahi hai tujh bin doobe dil ko kaun ubhaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare nikhra nikhra sa hai chaand ka joban bikhra bikhra sa hai noor ka daaman aajaa meri tanhaayi ke sahaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare
chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana lubhataa hai mujhko ye mausam suhaana main jaaungi tum mere peechhe na aana lipat jaayega koi bebaak jhonka jawaani ke rau mein na aanchal udaana hooo mere waaste tum preshaan na hona mujhe khoob aata hai daaman bachana mujhe khoob aata hai daaman bachana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana ghataa bhi kabhi choom leti hai chehraa samajh soch kar rukh se zulfen hataana hooo ghata mere nazdik aa kar to dekhe inn aankhon ne seekha hai bijli girana inn aankhon ne seekha hai bijli girana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana main jaaungi tum mere peechhe na aana khuli waadiyon mein akeli na jaana
wafaa ke naam peeeeee kitne gunaah hote hain ye unse poochhe koi jo tabaah hote hain haaye hoooo ooooo oooo ooooo oooo ooo ooooo daaman mein daag laga baithe daaman mein daag laga baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayeeee haaye chhoti si bhool jawaani kiiiiii chhoti si bhool jawaani ki jo tumko yaad naa aayegi uss bhool ke taane de de kar duniyaa hum ko tadpaayegi uthte hi nazar jhuk jaayegiiiii uthte hi nazar jhuk jaayegi hoooo oooo oooo ooooo oooo uthte hi nazar jhuk jaayegi aaj aisi thokar kha baithe hum pyaar mein dhokha kha baithe daaman mein daag laga baithe haayee hoooo haayee chaahat ke liye do rasmon koooooooo chaahat ke liye do rasmon ko thukraa ke guzarne waale the jo saath hi jeene waale the aur saath hi marne waale the toofaan ke hawaale kar ke humen toofaan ke hawaale kar ke humen hoooooo oooooo ooooo ooooo toofaan ke hawaale kar ke humen khud door kinaare jaa baithe hum pyaar mein
de bhi chuke hum dil nazraana dil ka de bhi chuke hum dil nazraana dil ka are chhodo bhi chhodo bhi ye raag puraana dil ka chhodo bhi ye raag puraana dil ka ek nazar mein haar chuke hain dil ko achchhaa ek nazar mein haar chuke hain dil ko teri addaa pe waar chuke hain dil ko hmm hmm mushkil hai ab laut ke aana dil ka jaa jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka munh dhole o jaal bichhaane waale munh dhole o jaal bichhaane waale hum nahin inn baaton mein aane waale khel hai ye jaana pehchaana dil ka areee de bhi chuke hum dil nazraana dil ka chheen ke dil aashique ka mukarne waale achchhaa chheen ke dil aashique ka mukarne waale hmm hmm are mar jaayenge tujh par marne waale haaye chhod bhi de zaalim tadpaana dil ka jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka daali daali phirte hain harjaai daali daali phirte hain harjaai lobhi bhanwaron ne kab preet nibhaayi yun hi sab karten hain bahaana dil ka haaye de bhi chuke hum dil nazraana dil ka yun hi sab karten hain
dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum mehfil mein aa gaye hain wo apne naseeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar keemat nahin chukaayi gayi ek gareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon resham ka ye kafan jo mila hai raqeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se
dil jale to jale dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa oo jeene waale aag se aag bujha le oo hoo jeene waalee oo jeene waale aag se aag bujha le jag ki na sunnnn pyaar ki dhun jag ki na sun pyaar ki dhun jhoom ke gaa le dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare oo hoo jeene waalee hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare chup hain magarrrr takate idhar chup hain magar takate idhar kehte hain saare dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale chhed haseen taaraane oo hoo jeene waalee hoo jeene waale chhed haseen taaraane bichhade jo ab milna hai kab bichhade jo ab milna hai kab koi na jaane dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai
jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana umeed ne thokar khaayi hai dil de ke judaayi paayi hai tera ghum hai meri tanhaayi hai pehle se naa tha ye jaanaaaaaaa pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana aankhon mein jo aansun aayenge tasveer teri dikhlaayenge hum tham ke dil reh jaayenge pehle se naa tha ye jaana pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane
hooo hoooo hoooooo hoooo oooo dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin ooooo hooooooo parbat upar khidki khole jhaanke sunder bhor chale pawan suhaani nadiyon ke ye raag rasile jharnon ka ye shor bahe jhar jhar paani mad bhara mad bhara samaa ban dhula dhula har kali sukh pale yahaan ras ghula ghula to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop bahe rang ke dhaare unche unche ped ghanere chhanti jinse dhoop khade baanh pasaare champai champai fizaa din khila khila daali daali chidiyon ki sadaa sur mila mila to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin pariyon ke ye jamghat jinke
dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi go door hi se baat huyi baat ho gayi baat ho gayi unse humara koi taalluk to ban gaya unse humara koi taalluk to ban gaya bigde bhi wo agar to badi baat ho gayi badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi aanchal uda to rang ki barsaat ho gayi barsaat ho gayi jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jiska yakeen na tha wo karamaat ho gayi karamaat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi
hm hmm hmm dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein kal ka bharosa kyaa aao isi dum keh dein haan thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein poori hi samjh lenaa chaahe zara kum keh dein thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein aankhon ne chaaha dil ne saraaha par main zubaan se nahin keh paayi dil ki kahani dil mein rahi to mit na sakegi kabhi tanhaai ho khaabon mein tumko har baat keh di aise bataate hue sharmaai dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh dein ho sahli kal ka bharosa kyaa aao isi dum keh dein haan thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh dein poori hi samjh lenaa chaahe zara kum keh dein jee na jalaao nazdeek aao hum chaahte hain tumhe apnaana badhne lagi hai seene ki dhadkan aage na aana wahin ruk jaana ho na tum paraayee na hum paraaye apnon se kaisa bhala sharmaana ho milte hi mujhko apne hi lage tum kab maine jaana tumhein begaana dil mein jo baatein hain aaj chalo hum keh
dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa aanchalon ki chhaanv mein ras bhari fizaaon mein iss zindagi ko gulzaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren chhaa rahi hai bekhudi keh rahi hai zindagi jee ki umangen bedaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko aarzoo jawaan hai waqt meharbaan hai dil so naa jaaye hoshiyaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de
dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere dard hamaaraa koi na jaane apni garaj ke sab hain diwaane kiske aage ronaa royein des paraayaa log begaane dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere laakh yahaan jholi phailaa le kuchh nahin denge iss jag waale patthar ke dil mome na honge chaahe jitnaa neer bahaale dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere apne liye kab hain ye mele hum hain har ek mele mein akele kyaa paayegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele kyaa paaegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere
duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain kis kis se apna rishtaa e jaan tod aayen hain mushkil ho arz e haal mushkil ho arz e haal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya raaton ko jaagne ki sazaa kaun de gaya kehne se ho malaal kehne se ho malaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein
gairon pe karammmmm apnon pe sitammmmm aye jaane wafaaaaa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar rehne de abhi thoda sa bharam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam hum chaahne waale hain tere yun humko jalaana theek nahin mehfil mein tamaasha ban jaayen iss darja sataana theek nahin iss darja sataana theek nahin mar jaayenge hum mit jaayenge hum aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen har baat gawara hai lekin ye baat gawara kaise karen ye baat gawara kaise karen tujhko teri bedardi ki kasam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar hum bhi the tere manzoor e nazar jee chaahe to ab iqraar na kar sau teer
ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit door himaalay se tu aayi geet suhaane gaati basti basti jangal jangal sukh sandesh sunaati teri chaandi jaisi dhaara meelon tak lehraaye ganga tera paani amrit kitne sooraj ubhare doobe ganga tere dwaare yugon yugon ki katha sunaayen tere behte dhaare tujhko chhod ke bhaarat ka itihaas likha na jaaye ganga tera paani amrit is dharti ka dukh sukh tune apne beech samoya jab jab desh gulaam hua hai tera paani roya jab jab hum aazaad huye hain tere tat muskaaye ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye yug yug se is desh ki dharti tujhse jeevan paaye ganga tera paani amrit
    Songs Title Film/Album Song Number
Chham Chham Ghungharoo Kaajal (1965) 13496
Chhoo lene Do Nazuk Kaajal (1965) 20288
Chin O Arab Humara Phir Subha Hogi (1958) 13953
Chup Hai Dharti House No 44 (1955) 13342
Chura Le Na Tumko Dil Hi To Hai (1963) 13103
Daaman Mein Daag Laga Dhool Ka Phool (1959) 13084
De Bhi Chuke Hum Dil Jaal (1952) 13388
Dekha Hai Zindagi Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 13221
Dil Jale To Jale Taxi Driver (1954) 14332
Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 15630
Dil Ka Dard Na Jane Naujawan (1951) 13840
Dil Kahe Ruk Ja Re Man Ki Ankhen (1970) 20361
Dil Khush Hai Aaj Gazal (1964) 13263
Dil Mein Jo Baatein Joshila (1973) 18304
Dil Se Mila Ke Dil Taxi Driver (1954) 14333
Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 20385
Dukhi Mann Mere Funtoosh (1956) 20407
Duniyaa Karen Sawaal To Hum Bahu Begum (1967) 20413
Gairon Pe Karam Ankhen (1968) 20461
Ganga Tera Paani Amrit Ganga Tera Pani Amrit (1971) 36020